-->

MP Samvida Shikshak Varg 3 Non D.Ed Candidates Counseling Date Details 2021

Note:  वर्ग 3 यानि प्राथमिक शिक्षक की भर्ती का विज्ञापन आ चूका है अभी इसकी परीक्षा होनी बाकी है और इस भर्ती में कोई भी ऐसे पद नहीं आये जिसमे बिना डी.एड वालो को मौका मिले. 

खुशखबरी मध्यप्रदेश प्राथमिक शिक्षक (संविदा शिक्षक वर्ग 3) का विज्ञापन आ चूका हैं. ऑनलाइन आवेदन 6 जनवरी से 20 जनवरी तक होंगे. ऑनलाइन आवेदन के लिए mponline पोर्टल का उपयोग किया जायेगा. परीक्षा की तिथि की जानकारी जल्द ही अपडेट की जायेगी.
  • Mp Prathamik Shikshak (Samvida Varg 3) Status: Active
  • Mp Prathamik Shikshak Online Application Starts From 6th January 2020
  • Mp Prathamik Shikshak Online Application Last Date 20th January 2020
  • Mp Prathamik Shikshak Exam Starts From Notify Soon
Samvida Shikshak Varg 3 - Prathamik Shikshak Syllabus 2020

samvida varg 3

सूचना 23 Oct 2019: सिर्फ संविदा शिक्षक वर्ग 3 का प्रयोगशाला शिक्षक ही एक ऐसा पद हैं जिसमे आवेदन के लिए सिर्फ बारहवी पास जरूरी हैं. इस पद के लिए बी.एड या डी.एड पास होना अनिवार्य नहीं हैं. अभी यह भर्ती का विज्ञापन एक माह के भीतर घोषित होने की संभावना हैं. ताजा खबरों के लिए हमारे साथ बने रहे.
MP Samvida Shikshak Varg 3 Counseling Updates 2018, MP Samvida Shikshak Varg 3 Non B.Ed Candidates Results 2018, MP Samvida Shikshak Varg 3 Non BEd Candidates Rank Card / Merit List 2018, MP Samvida Shikshak Varg 3 Non B.Ed Candidates Selection List 2018

ताजा खबर:- मध्यप्रदेश संविदा शाला शिक्षक की भर्ती अभी नहीं आई हैं.ना ही भर्ती का कोई विज्ञापन आया हैं. आप Whatsapp और फेसबुक में वायरल हो रहे झूठे विज्ञापन के झासे में ना आये. क्योकि इस भर्ती का आयोजन Mp Peb और Mp ऑनलाइन पोर्टल के माध्यम से संपन्न होगी. जिस पर इस भर्ती की अभी कोई जानकारी नहीं हैं.  और वायरल हुई पीडीऍफ़ फाइल पुरानी (2011) की हैं जो की गलत तरीके से Edit की गई हैं. भर्ती की ताजा जानकारी मिलते ही आपको सूचना देंगे.  

1 January 2018 : पाठको आप सभी को नए वर्ष की शुभकामनाएं. हम आपके लिए बहुत ही अच्छी खबर लेकर आये हैं. आपको जिस संविदा शिक्षक भर्ती का इंतज़ार पिछले ३ सालो से था वो अब 2018 में होने जा रही हैं. अब आपको हम पूरी न्यूज़ बता रहे हैं.

नीचे हम हाल ही के पेपर्स की न्यूज़ दिखा रहे हैं जिसमे संविदा शिक्षक 2018 की पूरी जानकारी हैं. अभी व्यापम ने कोई भी सूचना नहीं दी हैं इसीलिए आप अपने विवेक का उपयोग करे.
फोटो सौजन्य : नवभारत समाचार पत्र
ऊपर आप साफ़ देख सकते हैं की संविदा की भर्ती की जानकारी दी गई हैं जिसके कुछ महत्वपूर्ण तथ्य हम आपको नीचे पॉइंट्स के रूप में समझा रहे हैं.

9 November 2017 : दैनिक भास्कर न्यूज़ पेपर में हाल ही में यह खबर पोस्ट की गई हैं की संविदा शाला शिक्षक की भर्ती प्रक्रिया फरवरी 2018 में शुरू होगी . और इस भर्ती में अतिथि शिक्षको के लिए आरक्षक के लिए नये नियम की घोषणा व्यापम द्वारा की जाएगी. यह भर्ती 32000 के लगभग पदों के लिए होगी. पदों की संख्या घटाई एवं बढाई जा सकती हैं. 


Page Last Updated - 19 January 2017


Samvida Shikshak Varg 1 Counseling  Details
Samvida Shikshak Varg 2 Counseling  Details

Samvida Shikshak Varg 3 Counseling  Details
Samvida shala shikshak of madhya pradesh recruitment will begin. Did you test varg 3 January 2012. And you have passed the exam. Will tell you, the class has started counseling 3. In varg 3 candidates being taken to the D. Ed. .In total 58,000 varg 3
is vacant.Counseling varg 3 non D. Ed candidates from April to May in 2013 will be. Mp online kiousk Contact Us for more information. Or vyapam to visit the official website.

Tag- vyapam non d.ed counseling , mp samvida 3,2,1 non b.ed counseling dates , mp samvida shikshak 3 non d.ed counselling details
Click here

Amit Sharma
Amit Sharma, I am a Professional Blogger since 2011. Through this website, I give information about government jobs, admit card, university results and other updates.

Related Posts

182 comments

  1. Samvida3 obc trand waiting walo ko kab lenge

    ReplyDelete
    Replies
    1. mere ko nahi lagta hai govt. rsult nikalene ke
      mood me hai..........

      Delete
    2. mere ko nahi lagta hai govt. result nikalene ke mood me hai

      Delete
  2. Gred3 waitinglist walo ke sath sarkar dhoka kar rahi he

    ReplyDelete
    Replies
    1. dont worry kisi ke sath dhoka nhi hoga

      Delete
    2. dont worry sarkar kisi ke sath dhoka nhi kregi

      Delete
    3. JAB NON DED WALO KO NAHI LENA THA TO UNHE PARIKSHA KYO DILVAYI SARKAR KAHATI HAI KI HANDICAPPED KO NAUKARI DENGE KAM SE KAM INHE TO NAUKARI DO

      Delete
    4. vyapam ghotale ke bad resuts ana ab bahut muskil ho gaya hai

      Delete
  3. agar varg-3 balo ki bharti nahe hui to ye sarkar bhe nahe ban payegi

    ReplyDelete
    Replies
    1. tere aane aur na ane se koi fark nhi padta agar tu akela vot nhi dga to kya sarkar nhi ban payge gadhe,,,,mehnat kar aur koi dosri exam ki tayari kar

      Delete
    2. "ek ek boond se hi ghadha bharata hai pyare"

      Delete
    3. Pyare meri to police me lag gai he jo MP ki sabse bekar naukri he

      Delete
  4. Kab hogi varg 3 ki 2'nd counsling

    ReplyDelete
  5. Hi friends samvida3 2counseling me 17000 pad st sc ke 7000 jan ke or obc ka koi pad nahi ab obc ka kya hoga

    ReplyDelete
  6. Yadi obc ke pad nahi he to gred3 me koi bhi obc nahi lagega

    ReplyDelete
  7. anyone has any information regarding 2nd round counselling date. pls inform

    ReplyDelete
  8. varg 3 me kya mera bhi nomber aayega 120/150

    ReplyDelete
  9. kab hogi bharti warg 3 ki non ded condidetes

    ReplyDelete
  10. apko kese pata chala ki sss3 me obc kota khatam

    ReplyDelete
  11. apko kese pata chala ki sss3 me obc kota khatam

    ReplyDelete
  12. hame bhi koi bata do ki sss3 ki non D.ed ki counceling kab hogi,plz

    ReplyDelete
  13. Lok shikshan ke adikari ne danikbhasker bhopal me news di 9165002072

    ReplyDelete
  14. Ha jaldi bharti krvao ab wait nahi hota.

    ReplyDelete
  15. jab non ded non bed ki bharti nahi karna thi to vyapam ne TTE ke liye unke form kyon liye use pahle hi ye baat clear karna thi.

    ReplyDelete
  16. jab non ded non bed ki bharti nahi karna thi to vyapam ne TTE ke liye unke form kyon liye use pahle hi ye baat clear karna thi.

    ReplyDelete
  17. shayad v 3 ki 2nd councelling ho hi na kyunki edu department ne 2008 ki vyapam exam fail guruji ko mouka dene ka decision liya he.jo guruji 30 no lakar fail ho gaye the unhe D ed ke 20 no bonus deker pass kiya jayega aur is tarah labhag 25000 vacancy fill ki jayegi.EDUCATION PORTAL-NEWS-17/07/13.

    ReplyDelete
  18. is tarah fail candidates ko fir se pass karke naukri dena vyapam untrained candidates ke sath anyay he . kisi pariksha ka result ek hi baar declare ho sakta he . yadi is prakar non deserving candidates ko maoka mila to ye qualified untraineds ke sath unyay he.niymo ke viruddha he.phir to kuch bhi ho sakta he.fail ko naukri aur pass ko berojgari!

    ReplyDelete
  19. varg 3 ki counselling election ki vajah se abhi nahi hogi... maine dainik bhaskar ke 7 july wale edition mein pada tha ki 2nd counselling 30 march 2013 ko comlete ho jani thi magar court case ke karan late ho gayi

    ReplyDelete
  20. Barti kab hogi. Nahi to dosto ek sath milkar aandolan karenge. Sarkar ne kai bar niyam badal kar dhokha diya he

    ReplyDelete
  21. Kyu bevkuf bna rhi h ye govrment aur system

    ReplyDelete
  22. Jis parkar samvida patrata pariksha me feil gurugi ko 20 ank ded ke dekar pass kiya jayega ye cm ne kaha to fir verg 2 me bhi ase bahut se pariksharti he jo patrta pariksa me 60,70,73 tak number lakar fail ho gaye or unke ded ki degree bhi he fir unhe bhi 20 ank ded ke dekar pass karna chahiye yadi cm ne asa nahi kiya to ye to hum fail logo ke sath dhoka hoga aavaj utao dosto or ded ke 20 ank judao

    ReplyDelete
  23. Hum ko aavaj uthni hogi yaha tak ki abhi tak jin athiti ne 3 years tak padaya he unhe bhi bonas ank nahi de rahi he

    ReplyDelete
  24. Kya.bed halo keep second counsiling lab se hogi

    ReplyDelete
  25. Kya bed ki bharti ss3 mai. Nahi hogi kya second round kab se hai

    ReplyDelete
  26. Ye cm pata nahi hum atiti teacher ko bonas ank denge ya nahi

    ReplyDelete
  27. c.m ji ab toh sunlo
    itne dino me toh kumbhkaran bhi jaag jata h
    ab toh krado 2nd counseling

    ReplyDelete
  28. Are bhai cm ko pata he ki is bar unke hat sit nahi lagegi isi karan vo guest teacher or samvida bharti ke liye kuch nahi kar rahe he

    ReplyDelete
  29. Jisko pahle se pata he uski jit is bar nahi hogi vo hamare liye kyo kuch karege

    ReplyDelete
  30. 30 july ko guest teacher ka maha aandolan or sarkar ko jawab dena hoga

    ReplyDelete
  31. Ab ye bharti aage yogi bhi ya nhi

    ReplyDelete
  32. Opposition weak hone ka fayada le raha ha shivraj







    ReplyDelete
  33. dosto sabko milkar andolan karna chahiye

    ReplyDelete
  34. abhi bi moka he varg 3 me jane ka agar sab log milkar andolan kare to kyoki chunav ane wale he aur govt ko hamari sunana hi padea bas jarurat he to awaz uthane ki

    ReplyDelete
    Replies
    1. bilkul sahi hai kyoki itihas gawah hai hak milta nahi chhinana padta hai yehi humare rajya aur des ki problem hai

      Delete
  35. ese to ho gai bharti bas coment karte raho

    ReplyDelete
  36. ager non d-ed walo ko lena hi nhi tha to fir exam me bethne ki permissn hi kyo diya gya ?

    ReplyDelete
  37. are bhaiyo ab nahi hogi bharti

    ReplyDelete
  38. commnent karane ki wajaye sceconed counsling ke liye lagatar cm ko PG kijiye or janha bhi cm aaye unhe gyapan dijiye

    ReplyDelete
  39. commnent karane ki wajaye sceconed counsling ke liye lagatar cm ko PG kijiye or janha bhi cm aaye unhe gyapan dijiye

    ReplyDelete
  40. commnent karane ki wajaye sceconed counsling ke liye lagatar cm ko PG kijiye or janha bhi cm aaye unhe gyapan dijiye

    ReplyDelete
  41. Bhaiyo samvida ki first bharti jaha hogi vaha par se atithi sikshak ko hata diya jayega.chahe wah 5 saal se atithi me padha rahe ho.ye to galat h.unhe bi kuch bonus ank milne chahiye.matlab use karke fakne wali baat ho gai.kuch karo dosto.Ye news me kaha h.

    ReplyDelete
  42. berojgar bhaiyon aap sabhi se gujaris hai ki jaldi se jaldi aawaz uthakar samvida 2nd counsling ke liye aandolan karein nahin to bharti kabhi nahin hogi.




    ReplyDelete
  43. Bhaio mere to vrg 3 me 117 ank hai aur mera bed ka result b abi aaya ab to karao counseling 2 sal ho gae ab wait ni kia jata

    ReplyDelete
  44. Kya kisi ke 90 se kam ank he or obc he or ded he to please batao ki kya uska chanse he

    ReplyDelete
  45. Dosto 9o se kam ank vale obc ko nahi lenge to ded ki degre kis kam aayegi

    ReplyDelete
  46. non d.ed. our non b.ed. wale jinhone exams marit me pass kiya h,
    unke sath court our govt. dono mil kar dhokha kiya h.
    3 yr barbad kiya h from fill karwane se lekar abhi tak
    kuch to karna hoga wo bi jalad se jalad
    bhaiyo eis vyapam our govt. ka

    ReplyDelete
  47. Aap logo me se koi obc 90 ank se kam vala hoga kya uska chanse he

    ReplyDelete
  48. Suna he 2nd round me obc ka koi pad nahi fir 84,85,86 number vale obc ded vale ka bhi kuch nahi hoga fir ded ki degree kis kam ki

    ReplyDelete
  49. 90 se kam ank valo ka kya hoga

    ReplyDelete
  50. are bhaiyo sss3 ki bharti jarur hogi or non ded sabhi ko moka milega total pado me se obc ke pad bhi diye jayege



    ReplyDelete
  51. are koi date btayegd second concling ki

    ReplyDelete
    Replies
    1. untraind wale pls mujhse contact kare
      mei email.id ha h.shakyawar21@gmail.com
      ya fir facebook par contact kare hariom.shakya.33@facebook .com

      Delete
  52. untraind wale pls mujhse contact kare
    mei email.id ha h.shakyawar21@gmail.com
    ya fir facebook par contact kare hariom.shakya.33@facebook .com

    ReplyDelete
  53. untraind wale pls mujhse contact kare
    mei email.id ha h.shakyawar21@gmail.com
    ya fir facebook par contact kare hariom.shakya.33@facebook .com

    ReplyDelete
  54. untraind wale pls mujhse contact kare
    mei email.id ha h.shakyawar21@gmail.com
    ya fir facebook par contact kare hariom.shakya.33@facebook .com

    ReplyDelete
  55. untraind wale pls mujhse contact kare
    mei email.id ha h.shakyawar21@gmail.com
    ya fir facebook par contact kare hariom.shakya.33@facebook .com

    ReplyDelete
  56. untraind wale pls mujhse contact kare
    mei email.id ha h.shakyawar21@gmail.com
    ya fir facebook par contact kare hariom.shakya.33@facebook .com

    ReplyDelete
  57. Suna he guest teacher ko bonas ank milege to kitne milege or kis hisab se any news

    ReplyDelete
  58. guest teacher ka koi future hai ya nhi

    ReplyDelete
  59. OBC Varg 3 Mai Num. 97, Kya Koi Chance Hai,..

    ReplyDelete
  60. OBC Varg 3 Mai Num. 97, Kya Koi Chance Hai,..

    ReplyDelete
  61. OBC Varg 3 Mai Num. 97, Kya Koi Chance Hai,..

    ReplyDelete
  62. OBC Varg 3 Mai Num. 97, Kya Koi Chance Hai,..

    ReplyDelete
  63. RTe ke niyam anusar non ded non bed valo ki bharti nahi ho sakti

    ReplyDelete
  64. sss3ki second counselling 25 august ke bad hogi

    ReplyDelete
  65. Are prakashji kya bhang khakar coment karte ho koi news nahi to kuch bhi sabko pata he 2nd nonded or ded valo ke liye he

    ReplyDelete
  66. Ab kuch nahi hoga the end

    ReplyDelete
  67. The end bus 6 agust ko athiti bache he jinke liye kuch hona he to ho jayega nahi to unka bhi the end

    ReplyDelete
  68. Are bhai 9 agust tak koi news nahi or 2 agust ki news padne ki bat karte ho

    ReplyDelete
  69. second chanse main sss3 walo ko kela milega
    kela leke joyo bhopal

    ReplyDelete
  70. Hi.. verg3 me 107.48 marks h gen.cat. de hu kya 2nd councelling me koi chances h

    ReplyDelete
  71. 10 augest ke denik jagaran maein aaya hei ki scecond counsling ki vigapti 15 se 17 august ke beech aane wali hei to wait and watch

    ReplyDelete
  72. Sanjeev bhai link daliye.

    ReplyDelete
  73. samvinda shala shikshak varg 3 Non-D.ed ki counciling kab start hogi.........???????????????????

    ReplyDelete
  74. samvida shala shiksha ki counciling data kab hai plz reply or kitna wait karna padega......??????.

    ReplyDelete
  75. b.ed walo ki news ho to plz reply

    ReplyDelete
  76. b.ed walo ka koi chance hai kya

    ReplyDelete
  77. secound counsling kb tk hongi or 2012me jinka ded hua hai wo apply kr skte hai ya nhi plz reply

    ReplyDelete
  78. sanjeev gupta ji logo ko gumrah na kare kya hua tumhari conform date ka
    bakwas karne se nahi hoti bharti

    ReplyDelete
  79. 17 tareekh ho gae. Teesara hafta v khatam hone ko h

    ReplyDelete
  80. KANCHAN KHARE 17/08/2013 MERE S.S.V.3 ME NON D.ED,B.ED 99.39 HAI TO KYA MUJHE CHANCE MILEGA

    ReplyDelete
  81. To day is 17/08/2013 now what about posts of sss3. Coz I m also waiting for counseling of sss3. Coz last year I leave my job for these vacancies.

    ReplyDelete
  82. BANTEE 18 AUGUST 2013 10:30 2 CONCILING 1ST SIT SE HOGEE REPLY

    ReplyDelete
  83. Kab hogi bharti teacher banege ya nahi. Koi to batao bhai.

    ReplyDelete
  84. Kitne aor hafte lagege chalu hone me. election ke pahale ho jayega kya ?

    ReplyDelete
  85. Kitne aor hafte lagege chalu hone me. election ke pahale ho jayega kya ?

    ReplyDelete
  86. bhaiyo main mp gonernment ka koi mantri to hu nahi 10 august ke denik jagaran ke shivpuri prashat par news thi to shere kar di 40 din bad achar shanhita lagu ho jayegi uske wad kisi ko intajar nahi karana padega or tantion leni ki bat hei to sss-3 mein 123 marks hein or 2012 ka d.ed. hun yenha to kismat hi mar rahi hei kisi ka
    kya dosh

    ReplyDelete
  87. Sanjeev Tim to guru ho.apane apako kahi ka tees markha samjhate ho.123 marks ka dindora pirate for rahe ho.challenge dete fir rage ho itane intelligence ho to a hi take berojgar kyo Bethe ho.

    ReplyDelete
  88. betejan main berojgar nahi hun mera achchha khasha galale ka byapar hei jo mujhe mere pitaji se mila tha or sun mere pitaji bhi princepel hein inter karane ke bad padhayi chhode di thi nokri ki chinta kise thi wah to umar ke shath ab esa laga ki nokri kar leni chahiye taki bhabisya surakchhit ho jaye barana 35 ki age main 70 hajar kharch karke koi d.ed. nahi karta

    ReplyDelete
  89. mr. anonymous mere par consuntret hone ki wajaye sceconed rouned suru karwane ke liye kuchh prayas kijiye jo sahayog wan parega awsay karane ki koshish karunga wese bata du ki intelligent ka to esa hei ki vyapam ka paper bhi isase pahale wale vyapam main apane bhayi ki halp ke chakkar main dala tha or jab uska rall no. mera sath nahi para to apana paper deke lote aya tha uske babjud bhi 156mark aye the jisase prerit hokar hi maine d.ed. kiya or is war fir se vyapam diya warna ek do war pollis ke liye try abshay kiya uske alawa na koi farm dala na koi ummid khud se thi

    ReplyDelete
  90. ab shayad kuch result nikle Patrika ne case uthaya hai agar ab bhi kuch na ho to election bhi aane wale hai aur court ke darwaje bhi khule hai. HALLA BOL do.

    ReplyDelete
  91. dosto halat hame hi badlna hai court case kar do dharna do is sawal karne se sarkaar nahi jagne wali hai.

    ReplyDelete
  92. dosto mukhyamantri ko ek-ek e-mail jarur karo mukhyamantri samadhan online side par, ho sakta hai kuch ho jaye

    ReplyDelete
  93. samadhan online par ek-ek mail jarur karo dosto cm k liye ho sakta hai kuch ho jaye

    ReplyDelete
  94. worg 3 ka second round kab sai start hoga sir

    ReplyDelete
  95. shiksha mantri ne pichhle rojgar samachar me kaha tha ki 2nd counsling jald hogi

    ReplyDelete
  96. Samvida v 3 ka second bharti kab se hogi ???



    Reply

    ReplyDelete
  97. Samvida v3 ki second vharti kab se hogi

    reply

    ReplyDelete
  98. jald hone bali hai second caunsling rte ke tahat b.ed.d.ed ko mouka pahle diya jayega and guruji jo vyapam pass nahi hai 2nd mouka unhe diya jayega phir rikt pad rahte hai to non d.ed. Bed ko diya jayega
    mob-9926236805

    ReplyDelete
  99. Mere 109 numbers hai or maine B.ed kia hai. Kya mai 2 nd counselling me aavedan kar sakta hu varg 3ki.

    ReplyDelete
  100. 5000/- salary ke employers rakhne ke liye sarkar ko itna time lag raha hai aur woh bhi contract basis to hum samjh sakte hai ki age india ka future kya hai .kabil logo ko desh ke liye kuchh karne ka mouka dena chahiye.karodo arabo Rs. ki incom hui hai woh humara hi paisa hai aur hum par hi kharch hona chahiye kyoki govt. kisi ek ki nahi YE PRATANTRA hai doston.Kai school aise hai jaha 300 bachcho ke bich 3 ya 4 teacher hai to woh padate honge ya unko sambhalte honge???????????
    its kind request to govt that
    govt must have to take some immidiate actions regarding this vacancy.

    ReplyDelete
  101. 26 august ko shikchha bibhag ki miting hei jisame shikchha bibhag jaruri niranay liye jane wale hein to kal sham tak ka intajar karo koi khus khabari hogi to kal hi mil jayegi warna mushkil hei

    ReplyDelete
  102. MUJHE TO LAGATA HE KI MP GOVT. NON D.ED STUDENT K SATH ANNYAY KAR RAHI HE DKABHI COUNSELING NAHI HO SAKTI.............

    ReplyDelete
  103. MUJHE TO LAGATA HE KI MP GOVT. NON D.ED STUDENT K SATH ANNYAY KAR RAHI HE DKABHI COUNSELING NAHI HO SAKTI.............

    ReplyDelete
  104. are dosto 2nd counsling nahi honi h shayd Qki hmne to fb pe ho ya cm ji k nam ka page sb pe kaha 2nd counsling kara do unhe to bs election ki padi h unhe hum honhar cadints ka future ka ni h agr hme job ni mili toi vote nai denge

    ReplyDelete
  105. han asha par hi to duniya tiki hai, kal 26 ko bhopal me
    youa sammelan hai c.m. Mukhaya athithi honge wanha pe
    agar samvida varg ki secound counsiling karwane ka dabaw
    un par dalne ka bhi ek aakhri mauka bacha hai hame, ye mauka nahi khona chahiye
    sab samvida pariksha pass logo bhaiyo chalo bhopal dekha do
    takat berojgaro ki ........................... Chalo bhopal

    ReplyDelete
  106. Cortcase valo ko le rahe he

    ReplyDelete
  107. Aducationportal par cortcase valo ko lene ki jankari he

    ReplyDelete
  108. kiya hoga ab kuch samjh nahi aa raha hai,
    2 1/2 saal ke lambe intjar ke baad aaj bhi hamare
    haat khali ke khali hai, kitni mehnat se padhi ki, b.ed, d.ed kiya
    aur dhakka mukki kha kha ke pariksha dene gaye,
    hajro rupaye ki kitabo me sir khapaya, samye
    aur paisa dono barbaad, result me jhulaya, counsiling me
    jhulaya, phir list, ka intjar, ab secound counsiling ka,
    kanhi aisha na ki yahi prkiriya phir dubara ho ,
    vidhyko ki salary badhna ho , bhatta badhana ho, hawai yartra
    ka mudda pakch ho ya vipakch dono, dhvani mat se ek din me parit
    kar dete hai, hum berojgaro ki kisi ko koi chinta nahi ,
    bas aasvation hi hai ab hogi counsiling tab hogi , jhatpatahat me ji
    rahe hai kiya kare majbur hai sarkari kachuwa chal ke karan
    lagta hai ab to 2014 ki pariksha ki phir tayari karni padegi ab nahi hogi
    secound counsiling...........@@@@@

    ReplyDelete
  109. kiya hoga ab kuch samjh nahi aa raha hai,
    2 1/2 saal ke lambe intjar ke baad aaj bhi hamare
    haat khali ke khali hai, kitni mehnat se padhi ki, b.ed, d.ed kiya
    aur dhakka mukki kha kha ke pariksha dene gaye,
    hajro rupaye ki kitabo me sir khapaya, samye
    aur paisa dono barbaad, result me jhulaya, counsiling me
    jhulaya, phir list, ka intjar, ab secound counsiling ka,
    kanhi aisha na ki yahi prkiriya phir dubara ho ,
    vidhyko ki salary badhna ho , bhatta badhana ho, hawai yartra
    ka mudda pakch ho ya vipakch dono, dhvani mat se ek din me parit
    kar dete hai, hum berojgaro ki kisi ko koi chinta nahi ,
    bas aasvation hi hai ab hogi counsiling tab hogi , jhatpatahat me ji
    rahe hai kiya kare majbur hai sarkari kachuwa chal ke karan
    lagta hai ab to 2014 ki pariksha ki phir tayari karni padegi ab nahi hogi
    secound counsiling...........@@@@@

    ReplyDelete
  110. second coun. kab chalu hogi

    ReplyDelete
  111. Ab second counseling nahi hogi koi coment mat karna

    ReplyDelete
  112. sarkar sabko pagal bna rahi h koi counsling ni honi h
    sep. Ka last bola h ab sarkar ye btaye achar sahita pahle hi lag jayegi toh sep. K last me th6di hogi

    ReplyDelete
  113. dosto apne sath sarkar ko phr se khel mat khelne do sarkar phr dhokha de ri h

    ReplyDelete
  114. b.ed walo ko bhi mili , varg 3 me manyata , 6 mahine ka cours karna hoga

    ReplyDelete
  115. Second counsalling abhi na baba na...

    ReplyDelete
  116. Kal chalu hogi kaha gaya kal kabi nahi hogi ok

    ReplyDelete
  117. ab councelling kabhi bhi ho untrained candidates ko isse koi effect nahi parega.

    ReplyDelete
  118. Obc valo ka kya hoga koi pad nahi he waiting me kese hoga

    ReplyDelete
  119. Ab bhul ke bhi faltu coment mat karna kyo ki is site par sab faltu he kisi ke pas sahi news nahi he sab time pass karte he

    ReplyDelete
  120. Bhaiyo age ki socho sss 3 ko bhul jao aur agar aap abhi bhi esa sochte ho ki bharti hogi or is sarkar par bharosa kar rahe ho to apne sath apne desh ko bhi dhoka de rahe ho.
    Ab to ummid khatam yar

    ReplyDelete
  121. Bhaiyo age ki socho sss 3 ko bhul jao aur agar aap abhi bhi esa sochte ho ki bharti hogi or is sarkar par bharosa kar rahe ho to apne sath apne desh ko bhi dhoka de rahe ho.
    Ab to ummid khatam yar

    ReplyDelete
  122. Don't worry be happy and sss 3 ko bura spna smjh kr bhul jao or kuchh nya kar

    ReplyDelete
  123. Ab waiting nahi aayegi sabi waiting walo se nivedan he ki kuch karna ho to karo varna bhul jao

    ReplyDelete
  124. http://epaper.pradeshtoday.com/epaperimages/692013/692013-md-hr-3/D30342004.JPG
    click here important news for all friends
    from basant Gwalior

    ReplyDelete
  125. http://epaper.pradeshtoday.com/epaperimages/692013/692013-md-hr-3/D30342004.JPG
    click here important news for all
    from Basant Gwalior

    ReplyDelete


  126. good news for all 2nd counciling stsrt to 15 sep
    verification date 17nov to 25nov
    merid list 05 oct published
    look at education potal

    ReplyDelete
    Replies
    1. 15 se hone wala 2nd round kya sirf b-ed,d-ed walo ke liye hai? plz. reply soon

      Delete
  127. par kya esme freshrokobhiliya jayega
    nahi to freshro koekjut hona chahiye

    ReplyDelete
  128. par kya esme freshro ko bhi anumati milegi
    agar nahi tohame court jana chahiye

    ReplyDelete
  129. Are bhai koi bataega sss3 non d.ed counselling kb hogi?



    ReplyDelete
  130. kya yah non D.ed counsling hai please koi batana

    ReplyDelete
  131. samvidha verg 3 balo ke sath dhoka hua hai sarkar per man hani ka dava thoka jaye hamara bhavish andhkar me kar diya hai
    court case ka ro koi 420 ka kesh darj kiya jaye
    hamare paise with byaje ke bapish kiye jaye you are agry

    ReplyDelete
  132. kya aap hame btayenge ki ye 2 second counciling non b.ed, and non d.ed walo ke liye he ya nhi plz reply me very soon

    ReplyDelete
  133. pls abhi samvidha verg 3 ki non b.ed. counsling kab hogi koi bata dijiye hme bhi

    ReplyDelete
  134. Sach to mujhe lagta he ki shivraj noukri dena hi nahi chahta he agar dena chahte to sabhi categories me post hona tha varg 2 me english ko chodkar obc ke liye koi post hi nai he. Or jo kshetra adiwasi bahulya he waha genral ki post jyada he or jaha adiwasi jyada nai he waha st ki adhik post rakhi he taki wo bharti complete hone ke bad bhi khali rah jaye aur jise ye agle election me vote mangne ke liye istemal kar sake. Meri harijan aur adiwasi bhaio bahno se koi dusmani nai he me janta hu wo apka adhikar he par kya ap nai chahenge ki ap to lag hi rahe he agar ham v lag jayenge to kisi ka kya bigad jayega.

    ReplyDelete
  135. kya hoga non ded balo ke sath

    ReplyDelete
  136. Samvida Grade-2 & 3 Me
    Gen, OBC ki post - 0
    SC Ki Post - 40 In all MP
    ST Ki Post - 23000 in All MP

    ReplyDelete
  137. pls abhi samvidha verg 3 ki non b.ed. counsling kab hogi koi bata dijiye hme bhi

    ReplyDelete
  138. bhiyo.
    apne comments. ise block par ya chote blogger. par dale. ex. 18 sept. nonded etc
    kyonki jyada comments hone par unhe pad nahi sakte
    aap ek hi jagah 800 - se. 1300 tak comments kar rahe ho.
    mobile me ye khul nahi rahe.
    apki news hum less pade
    basant
    rohit
    pawan
    narendra
    alll frds.

    ReplyDelete
  139. ham savi ko ek sath milkar mp sarkar ko batana hoga, ki hamre sath annya ho raha hai.ham savi ko v is bar moka diya jaye.

    ReplyDelete
  140. Me sss3 ki abhi bi wating me hu kiya obc qota key karan mera selection nahi hoga kiya Mere Sat dhukha huha

    ReplyDelete
  141. Kya ab sabhi atithi shikkshako ka vibhagiy exam hone wala hai.jankari ho to batao...i m watting...wetanman b badega..

    ReplyDelete
  142. sir mene engineering ki hai kya me bhi exam ki tayari start karu kya ... sir b.e bed wale verg 2 m maths group m form daal sakte h kya ...

    ReplyDelete
  143. sir mene engineering ki hai kya me bhi exam ki tayari start karu kya ... sir b.e bed amaths group m form daal sakte h kya ...

    ReplyDelete
  144. sir mene engineering ki hai kya me bhi exam ki tayari start karu kya ... sir b.e bed amaths group m form daal sakte h kya ...

    ReplyDelete

Post a Comment

Subscribe Our Newsletter